Chef Job Description :
- Khana banate waqt proper hygiene ka dhyaan rakhna.
- Kitchen aur equipment ko hamesha saaf aur maintain rakhna.
- Tandoor, gas aur cooking equipment ko sahi tarike se chalana.
- Khane ki quality, taste aur presentation ko maintain karna.
- Food items ko sahi tarike se store karna aur wastage kam karna.
Job Types: फ़ुल-टाइम, पार्ट-टाइम, स्थायी, फ्रेशर
Pay: ₹10,000.00 - ₹13,000.00 per month
Benefits:
- खाने की पेमेंट
- बदला जा सकने वाला शेड्यूल
Work Location: Hybrid remote in Rangbari, Kota, Rajasthan